#1
Meri yaad on Sat Nov 12, 2011 5:41 am
Meri yaad tujhe tab aaye gi jab,
tujh se door chala jaon ga,
door itna ki kabhi,
laut ke na aaon ga,
ab tak tere dil mein rehta tha,
phir yadon mein bas jaon ga,
yaad ayegi batein aur mulakatein,
magar kabhi tujh se mil nahi paon ga,
tarpo gi tum bhi mere bare mein soch kar,
magar tab main nazar nahi aaon ga,
pyar to jaan se zyada karta hoon,
par shyad kabhi sabit nahi kar paon ga,
log kehte hain pyar amar hota hai,
phir to main khud ko hi amar kar jaon ga,
mere pyar ko sahara dena tab,
jab aakhri dam par tujhe bulaon ga,
meri yaad aaye to raat ko chhat se dekhna,
ek chamkta huwa tara ban jaon ga,
suna hai saat janam milte hain insan ko,
wada hai baki 6 janam tere saath bitaon ga,
bohot door ja chuka hoon ga tujh se,
par apne dil ko yahi chhor jaon ga.
tujh se door chala jaon ga,
door itna ki kabhi,
laut ke na aaon ga,
ab tak tere dil mein rehta tha,
phir yadon mein bas jaon ga,
yaad ayegi batein aur mulakatein,
magar kabhi tujh se mil nahi paon ga,
tarpo gi tum bhi mere bare mein soch kar,
magar tab main nazar nahi aaon ga,
pyar to jaan se zyada karta hoon,
par shyad kabhi sabit nahi kar paon ga,
log kehte hain pyar amar hota hai,
phir to main khud ko hi amar kar jaon ga,
mere pyar ko sahara dena tab,
jab aakhri dam par tujhe bulaon ga,
meri yaad aaye to raat ko chhat se dekhna,
ek chamkta huwa tara ban jaon ga,
suna hai saat janam milte hain insan ko,
wada hai baki 6 janam tere saath bitaon ga,
bohot door ja chuka hoon ga tujh se,
par apne dil ko yahi chhor jaon ga.

Home

Posts




