#1
andun ka halwaaaa.................. on Sat Aug 08, 2009 1:59 am
ande 12 adad
chni ada pao ya hasbe zayka
gahi jetna zarurat ho
alachi sabaz12 adad
tareqb
andun ko khub phnt lin jab bilkul aik se ho jayin
to is main chni mela kar khub phntin jab chni aur ande aik se ho jayin
to aik karahi main gi dalin aur is main alachi dal kar karkarin
jab khushbu ane lage to is main phnte hue ande dal din aur chmcha chlate jayin
yahn tak k ande bhun kar gi chor din gi chorne par utar lin agr ap chahin to
is par badam aur pesta b dal sakte hain barek kat k dalin
lin g andun ka halwa teyar hai :029:

Home

Posts

Awards Showcase 